Ahmed Faraaz Ji, Ki Dil Choone Waali Shayaris,.

by Jaanasheen on December 22, 2008, 01:36:19 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 11
Print
Author  (Read 10895 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: December 22, 2008, 03:46:13 PM »
Tanha Rahoon Main Chalne Waale Mazil Ka Pata Kahan Jaante Hain,.
Hum To Thokar Khaaney Ko Hi Zindagi Ka Samaan Jaante Hain,.

Tum Rehne Waale Ho Kis Nagar Ke, Kahaan se Aaaye Meri Duniya Mein,.
Hum To Koi Aisi Zameenm, Na Aisa Aasmaan Jaanta Hain,.

Hamaare Dil Mein Rehti Hain, Sadaa Se Murjhaai Hui Umeedein,.
Kab Bahaar Aati Hai, Kya Jaane Hum To Sirh Khazaan Jaante Hain,.

Duniya Samajhti Hai Hume Kya, Kya Khabar Log Kya Kehte Hain,.
Hum To Tere Har Lafz Ko Apne Liye Aakhri Farmaan Jaante Hain,.

Kabhi Masjid Nahi Gaye, Kabhi Mandir Nahi Dekha,.
Hum To Sirf Tere Naam Ki Azaan Jaante Hain,.

Muslim Ho, Isaai Ho, Kaun Hindu-o-Yahoodi Hain,.
Hamaare Liye Itna Hi Bohat Hai, Humko Insaan Jaante Hain,.

Nafrat Bhari Duniya Mein Sirf Gham-o-Udaasi Hi Milengi "Aadil,.
Chal Khushiyonn Ke Nagar Mein, Hum Ek Jahaan Jaante Hain,.

_________________________________-Aadil,.

Ye Sahayari Ahymed Faraaz Ji Ki Nahi Hai,.
Magar Dil Ko Choo Kar Nikli,. Socha Aapko Bhi Pasand Ayegi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ghazl of Ahmed Faraaz by fayaz ali shaikh in SMS , mobile & JOKES
SHAYARIS FROM MY LUV by arsenmen in SMS , mobile & JOKES
Gazaloun Key Saath : Janab Ahmed Faraaz Sahib Kee Yaad Mein! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
Shayari,.. Dil Se, Dil Tak Pahoonchne Waali,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 7 8 »
CHOONE SE BIKHAR JAUNGA.... by pandit in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 5 »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: December 22, 2008, 04:19:07 PM »
Baad Marnay Key Bhi Us Nay Chora Na Dil Jalana "FARAZ".
Roz Phaink Jata Hai Phool Saath Wali Qabar Par.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 22, 2008, 04:24:39 PM »
Use Main Yaad Aata Hoon, Magar Fursat Ke Lamho Mein,.
Magar Ye Baat Bhi Sach Hai Ke Use Fursat Nahi Milti,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: December 22, 2008, 04:28:49 PM »
Ab To Dard Sehne Ki Aadat Si Hogayi Hai "Faraaz,.
Jab Dard Nahi Milta, To Dard Hota Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: December 22, 2008, 04:31:24 PM »
Badi Mushkil Se Sulaaya Hai Khud Ko Maine Faraaz,.
Aapni Aankhon Ko Tere Khwaab Ki Laalach Dekar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: December 22, 2008, 04:34:54 PM »
Khushiyon Ka Dor Bhi Kabhi Aayega Faraaz,.
Gham Bhi To Mil Gaya Hai Tamanna Kiye Bagair,.
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #21 on: December 22, 2008, 04:38:29 PM »
Excellent work Thumbs UP Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 22, 2008, 04:46:42 PM »
Hum Na Badlenge Waqt Ki Raftar Ke Saath Faraaz,.
Hum Jab Bhi Milenge Andaaz Puraana Hi Hoga,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: December 22, 2008, 04:47:43 PM »
Excellent work Thumbs UP Applause Applause Applause

Shukriya Rajbir Bhaiya,.
Bas Aap Saath Dete rahiye,.
Inshallah Hum Post Karte Rahenge,.

Mujhko Tum Rooh Mein Basaa Lo "Faraaz',.
Dil-o-Jaan Ke Rishte Aksar Toot Jaaya Karte Hain,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: December 22, 2008, 04:51:01 PM »
~ Suna Hy Zindgi Imtihan Laiti Hy " FARAZ"
Par Yahan Tu Imtihano Ne Zindgi Le Li...!!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #25 on: December 22, 2008, 04:59:12 PM »
~ Suna Hy Zindgi Imtihan Laiti Hy " FARAZ"
Par Yahan Tu Imtihano Ne Zindgi Le Li...!!

Azeem bro,

Wah ! wah ! wah ! Applause Applause Applause

Kasam se mazaa aa gaya aaj is thread ko padh padh kar Thumbs UP

Bravo ! Very good effort.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: December 22, 2008, 05:08:27 PM »
Azeem bro,

Wah ! wah ! wah ! Applause Applause Applause

Kasam se mazaa aa gaya aaj is thread ko padh padh kar Thumbs UP

Bravo ! Very good effort.
Shukriya Bhai,.
Bas Duaa Kijiye,.
Hamare Liye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: December 22, 2008, 05:10:11 PM »
Zindagi Yun To Mukammal Thi Apni "Faraaz",.
Na Jaane Kyun Tujhko Dekha To Kisi Sahare Ki Kami Paai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: December 22, 2008, 05:14:08 PM »
Ab Milenge To Use Khoob Rulaayenge Faraaz,.
Sunaa Hai Use Rone Mein Lipat Jaane Ki Aadat Hai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: December 22, 2008, 05:16:01 PM »
Kitni Ajeeb hai Nekiyohn Ki Justaju Faraaz,.
Namaaz Bhi Jaldi Pardh Lete Hain Gunaah karne Ke Liye,.



kabhi yo per he kahin likha thi yah lines

kar rahi hu Gunah teri dunia main
gunah mere aor mai teri e-khuda
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 03:20:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.184 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer