Ahmed Faraaz Ji, Ki Dil Choone Waali Shayaris,.

by Jaanasheen on December 22, 2008, 01:36:19 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 11
Print
Author  (Read 10957 times)
Pooja
Guest
«Reply #45 on: December 22, 2008, 06:06:46 PM »
Shukaria lil bro and Veer ji

bahoot khoob lil bro

Nice addition Rajesh ji..

atti jaati rahugi is thread main lil bro.... ajj kaam bahoot hai... sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ghazl of Ahmed Faraaz by fayaz ali shaikh in SMS , mobile & JOKES
SHAYARIS FROM MY LUV by arsenmen in SMS , mobile & JOKES
Gazaloun Key Saath : Janab Ahmed Faraaz Sahib Kee Yaad Mein! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
Shayari,.. Dil Se, Dil Tak Pahoonchne Waali,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 7 8 »
CHOONE SE BIKHAR JAUNGA.... by pandit in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 5 »
Pooja
Guest
«Reply #46 on: December 22, 2008, 06:35:32 PM »
Aur Unke Baad Charaagon Ka Kaam Hi Kya Tha,.
Na Wo Laut Ke Aaye Na Phir Charaag Jale,.

jale chirago ko jalate kab tak
sansein thumati gai, chirag bujhte gaye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #47 on: December 22, 2008, 06:36:55 PM »
Karenge Tark-e-Taalook Ye Tumse, Waada Raha "Faraaz",.
Badan Se Saans Ka Rishta Toot Jaane Do,.


bahoot khoob kaha....

her waada usne torra, ek ka to mujhko bhi haq hai
ab torr kar yah wada, e - rub tujh tak mujhe ane de
Logged
Pooja
Guest
«Reply #48 on: December 22, 2008, 06:37:42 PM »
Wafa Ke Naam Se Woh Anjaan Tha, . .
Kisi Ki Bewafai Se Shyad Preshaan Tha, . .
Hum ne Wafa Deni Chahi Tho Pata Chala,
Wo Khud Bewafa K Naam Se Badnaam Tha.

wah kaya baat hai....
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #49 on: December 23, 2008, 02:49:44 AM »
jaansheen ji,

kamaal ke sher hein,koi itne saral shabdon mein itni gehri gehri baatein,wo bhee sirf do panktiyon mein likh sakta hein...yeh in panno ko padh kar pata chalta hein. Yaah to poori poori kavita likh kar ub sharmindgi si hone lagi. Aapka yeh effort kaabel-e-tareef bhee hein aur shaandaar bhee.aapke in panno ke liye main aapka dil se shukriya ada karta hu,padhne ka maza apne charam par raha yaha.

Pooja ji-aapne jo additions kar azeem bhai ka hausla badhaaya,uskey liye dhanyawaad,shabdon ka pitaara hai aapke paas hamesha,yuhi lootaate rahe ,hum grehan karte rahenge.

Rajesh ji-khoobsurat panktiyaan likhi hein aapne bhee.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: December 23, 2008, 07:25:06 AM »
wah kaya baat hai....

Shukriya Pooja Didi..
Aur Saath Dene Ka Shukriya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: December 23, 2008, 07:39:26 AM »
Ab Use Roz Na Sochoon To Badan Toot Jaata Hai "Faraaz",.
Ek Umar Guzri Hai Uski Yaad Ka Nashaa Karte Karte,.
Logged
Madni
Guest
«Reply #52 on: December 23, 2008, 07:59:49 AM »
nice one jaan ji
pehli nazar aapki thread pe gayi
pardhkar achhcha laga
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: December 23, 2008, 08:04:07 AM »
Bohat Hi Umda Hai Azeem Bhai Keep It Up....

Shukriya Bhaijaan,.
Aap Bhi Yahaan Ahmed Faraaz Ji Ki Dil Ko Choo Lene Waali Shayaris Contibute Kar sakte Ho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: December 23, 2008, 08:05:22 AM »
nice one jaan ji
pehli nazar aapki thread pe gayi
pardhkar achhcha laga

Shukriya,.
And Welcome To Yoindia,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: December 23, 2008, 08:18:07 AM »
Kiya rukhsat-e-yaar ki ghari thi
Hansti hoi raat rou pari thi.........

Hum khud hi hoye tabah warna
Dunya ko hamari kiya pari thi

Yeh zakhm hain unn dino kay
Jubb aap say dosti bari thi

Jatay kidher ko terey wehshi
Zangeer-e-junoon kari pari thi

Gham thay keh Faraz andhiyan thein
Dil tha keh Faraz pankhari thi
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #56 on: December 23, 2008, 08:22:28 AM »
Wafa Ke Naam Se Woh Anjaan Tha, . .
Kisi Ki Bewafai Se Shyad Preshaan Tha, . .
Hum ne Wafa Deni Chahi Tho Pata Chala,
Wo Khud Bewafa K Naam Se Badnaam Tha.


nice shayring jaanasheen ji Applause


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #57 on: December 23, 2008, 08:24:23 AM »
Tumhaari Duniya Mein Hum Jaise, Hazaaron Hain "Faraaz,.
Hum Hi Paagal The Jo Tumhe Paake Itraane Lage,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: December 23, 2008, 08:26:58 AM »

nice shayring jaanasheen ji Applause




Shukriya Bhawna Ji,.
Ke Aap Yahaan aaye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: December 23, 2008, 08:28:37 AM »
Mohabbat Kar Sakte Ho To Rabse Karo "Faraaz,.
Mitti Ke Khilono Se Kabhi Wafaa Nahi Milti,.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 07:52:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer