Ahmed Faraaz Ji, Ki Dil Choone Waali Shayaris,.

by Jaanasheen on December 22, 2008, 01:36:19 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 11
Print
Author  (Read 10965 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #60 on: December 23, 2008, 08:38:51 AM »
Kuch Na Kisi Se Bolenge,.
Tanhaai Mein Ro Lenge,.

Hum Berahbaron Ka Kya,.
Saath Kisi Ke Ho Lenge,.

Khud To Hue Ruswaa Lekin,.
Tere Bhed Na Kholenge,.

Jeewan Zehar Bhara Saagar Hai,.
Kab Tak Amrit Gholenge,.

Neend To Kya Aayegi "Faraaz",.
Maut Aai To So Lenge,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ghazl of Ahmed Faraaz by fayaz ali shaikh in SMS , mobile & JOKES
SHAYARIS FROM MY LUV by arsenmen in SMS , mobile & JOKES
Gazaloun Key Saath : Janab Ahmed Faraaz Sahib Kee Yaad Mein! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
Shayari,.. Dil Se, Dil Tak Pahoonchne Waali,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 7 8 »
CHOONE SE BIKHAR JAUNGA.... by pandit in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 5 »
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #61 on: December 23, 2008, 08:45:57 AM »
Kuch Na Kisi Se Bolenge,.
Tanhaai Mein Ro Lenge,.

Hum Berahbaron Ka Kya,.
Saath Kisi Ke Ho Lenge,.

Khud To Hue Ruswaa Lekin,.
Tere Bhed Na Kholenge,.

Jeewan Zehar Bhara Saagar Hai,.
Kab Tak Amrit Gholenge,.

Neend To Kya Aayegi "Faraaz",.
Maut Aai To So Lenge,.


bohut khoob jaanasheen ji  Applause

ek tamanna rahi baaki tujhe paa lene ki
yu to aarzoo aur bhi thi is dil-e-naadan ki

 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #62 on: December 23, 2008, 08:46:24 AM »
Apni Naakaami Ka Ek Ye Bhi Sabab Hai "Faraaz,.
Cheez Jo Bhi Maangte Hain, Sabse Judaa Maangte Hain,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #63 on: December 23, 2008, 08:48:47 AM »
bohut khoob jaanasheen ji  Applause

ek tamanna rahi baaki tujhe paa lene ki
yu to aarzoo aur bhi thi is dil-e-naadan ki

 

Shukriya,.
And Very Nice Bhavna Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #64 on: December 23, 2008, 08:50:29 AM »
Us Shaks Ko Bichardne Ka Saleekha Bhi Nahi "Faraaz,.
Jaate Hue Khud Ko Mere Paas Hi Chord Gaya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #65 on: December 23, 2008, 08:52:04 AM »
Apne Haathon ko ghour se dekha hai Faraz
Kis Tarah loug lakeeron se nikal jatay hain...
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #66 on: December 23, 2008, 08:53:25 AM »
ji shukriya jaanasheen ji

koi be-wafa koi ba-wafaa kehta hai use
meri uljhan bas itni hai ki mein use kis naam se pukaru


 tearyeyed
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #67 on: December 23, 2008, 09:05:56 AM »
Bhawna

Good contributions by you Thumbs UP
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #68 on: December 23, 2008, 09:15:43 AM »
Bhawna

Good contributions by you Thumbs UP


shukriya rajbir ji notworthy

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #69 on: December 23, 2008, 09:16:06 AM »
ji shukriya jaanasheen ji

koi be-wafa koi ba-wafaa kehta hai use
meri uljhan bas itni hai ki mein use kis naam se pukaru


 tearyeyed

Bohat Achche Bhawna Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #70 on: December 23, 2008, 09:18:16 AM »
Dukh fasana nahin ke tujh se kahain
Dil bhi mana nahin ke tujh se kahain

Aaj tak apni be kali kaa sababb....
Khud bhi jana nahin ke tujh se kahain

Bay tarah haal-e-dil hay aur tujh se
Doostana nahin ke tujh se kahain

Aik too hurf aashna tha magar
Abb zamana nahin ke tujh se kahain

Qasid;hum faqeer logoon kaa
Ek thikana nahin ke tujh se kahain

Aye khuda dard-e-dil hai bakhshish-e-doost
Aab-0-danaa nahin ke tujh se kahain

Abb tou apna bhi uss gali main Faraz
Aana jana nahin ke tujh se kahain
__________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #71 on: December 23, 2008, 09:32:03 AM »
Main Raat Toot Ke Roya To Chain Se Soya Tha,.
Ke Dil Ka Dard Meri Chasm-e-Tar Se Nikla Tha,.

Wo Qais Ab Jise Majnu Pukaarte Hain "Faraaz",.
Teri Taraah Koi Deewaana Ghar Se Nikla Tha,.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #72 on: December 23, 2008, 09:44:04 AM »
Nice Collection... Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #73 on: December 23, 2008, 09:49:39 AM »
Shukriya Shikha Ji,.
Logged
diya786
Guest
«Reply #74 on: December 23, 2008, 10:33:52 AM »
Bahut khoob sharings hain Azeem Applause Applause Applause
sach mein kaabil-e-tareef hain hmad Faraz sahab ki nazmein
aapke collection mein ek aur nazm add kar rahi hoon is umeed se ki aapko aur sabhi yoindians ko pasand aayegi

Gile fuzul the ahad-e-wafa ke hote hue
So chup raha sitam-e-naaraava ke hote hue

Yeh qurbato.n me.n ajab faasle pa. De ki mujhe
Hai aashna kii talab aashna ke hote hue

Woh hilaagaar hai.n jo majbuuriyaa.n shumaar kare.n
Chirag humne jala.n hawa ke hote hue

Na kar kisi pe bharosa ki kashtiyaan duubii.n
Khuda ke hote hue nakhuda ke hote hue

Kise hai khabar ki kaasa-ba-dast phiraate hai.n
Bahut se log saro.n par humaa hote hue

'Faraz' aise bhii lamhe.n kabhii kabhii aaye
Ki dil girafta raha dil_ruba ke hote hue





Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 03:40:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer