woh raat bhi tanha thi

by majid on March 28, 2006, 01:37:20 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
Print
Author  (Read 7614 times)
*Anjum*
Guest
«Reply #30 on: April 18, 2006, 09:50:05 AM »
Quote from: "vicky AKELA"
nice MAJID BHAI........

MAIKHANA TERI AAKHON KA NASHA DE GAYA,
ZINDGI BHAR KI TANHAI, BEWAFA DE GAYA.....

TOD DIYE EK PAL MAIN SARE KHWAB MERE,
JATE JATE KSIE YEH SAZA MUJHKO DE GAYA....


too gud..vicky
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raat Hai Tanha Tanha - - - - - - -Ghazal by riyaz106 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Tanha Raat Mein by A.sam khan in Shayri for Khumar -e- Ishq
tanha si khaamosh raat... Intezar ! by Intezar in Shayri for Khumar -e- Ishq
*Anjum*
Guest
«Reply #31 on: April 18, 2006, 09:51:17 AM »
n as usual..Majid...nice work
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #32 on: April 18, 2006, 10:11:38 AM »
shukriya MAJID BAHI aur ANJUM JI...
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #33 on: April 18, 2006, 10:21:37 AM »
Quote from: "vicky AKELA"
nice MAJID BHAI........

MAIKHANA TERI AAKHON KA NASHA DE GAYA,
ZINDGI BHAR KI TANHAI, BEWAFA DE GAYA.....

TOD DIYE EK PAL MAIN SARE KHWAB MERE,
JATE JATE KSIE YEH SAZA MUJHKO DE GAYA....


Very NIce Majid bhai and Vicky

Teri Aankhon ka suroor chaya hai Dil pe kuch iss kadar.....
Ki Zeher bhi ab toh meetha sa ehsaas dilata hai.....

Raat ko baithta hoon jab tanhai mein.....
Chand me bhi AKS tera hee nazar ata hai.....

Sochta hoon Bewafai ki tune par koi baat nahi.....
Aakhir harr Heera insaan ko ek Daag de jata hai.......!!!!!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #34 on: April 18, 2006, 11:16:00 AM »
wah  wah  Vicky........   Badnam  Shayar.....very  Touching  lines..........
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #35 on: April 18, 2006, 06:14:30 PM »
bahut bahut shukriya BADNAAM JI aur WAHEED JI..

BADNAAM ji aapne bahut khubsoorat likha hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: April 19, 2006, 10:13:15 AM »
Wah Bahoot acha Likhe Ho Doston,..


Karna Par Raha Hai Tera Intezaar Mujhe Un Badlon Ki Tarah,..
Jo Na Garajte Hain Aur Na Baraste Hain,..
Humara Bhi Kuch Aisa Hi Haal Hai,..
Jo Tere Deedar Karne Ko Pal Pal Ke Liye Taraste Hain,,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: April 20, 2006, 07:25:29 AM »
Shukriya Majid Bhai,..

Dard Ki Seehai Se Wo Mere Naseeb Mein Gham Likh Diya,..
Jab Ke Aas Thi Khushi Ki Mujhe Us Bereham Se,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: April 20, 2006, 07:34:43 AM »
Dil Tootne Ka Hume Gham Nahi,..
Bas Ek Pal Ke Liye Sacha Pyar Paa Loon To Kaafi Hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: April 20, 2006, 08:04:14 AM »
Hasino Ki Yahi Adat Buri Hai,..
Labon Pe Hasi Hathon Mein Churi Hai,..

[churi= Knife]
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #40 on: April 20, 2006, 10:55:22 AM »
very nice JAANSHEEN JI aur MAJID BHAI...

Haseenayen bewafai, sharab nasha karti hai,
kuch bhi kaho yaaron, dono hi tabah karti hain....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: April 21, 2006, 06:53:20 AM »
Shukriya Vicky Bhai,.

Nahi Ho Jo Kisi Ke Husn Pe Tabaah To Wo Husn Bekaar Hai,..
Hum To Khud Ko Mitaa denge Unke Liye Kyun Ki Unse Pyaar hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: April 22, 2006, 07:34:32 AM »
Shukriya Majid,..

Zindagi Ne Hume Is Baat Ka Ilam Diya,..
Ke Kisi Pe Aitbaar Na Kar Jab Ke Teri Zindagi Hi Tujhe Dhoka Deti hai,,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #43 on: April 22, 2006, 01:34:41 PM »
wonderful work  Majid.......... Janshaneen......lage raho....  :lol:
Logged
TOUCHY
Guest
«Reply #44 on: April 22, 2006, 01:36:24 PM »
dard kyaa hota hai batayenge kisi roz
kamal ki Ghazal tumko sunayenge kaisi roz
thi unki yeh zid ke mai jaun unko manaane
mujhko yeh veham tha voh bulayenge kisi roz
Allah qasam maine to socha bhi nahin tha
voh "itnaa" mere dil ko dukhayenge kisi roz
har roz aayi'ne se yahi puchta hun mai
kya rukh pe tabbassum bhi sajayenge kisi roz..?
udne do in pariindon ko azad fiza mei
tumhaare honge agar laut hi ayenge kisi roz
apne sitam ka dekh lena khud hi asar tum
zakhm-e-jigar tam'aam dikhayenge kisi roz
jo peete rahe yunhi doston
hum keh rahe hain jaan gawaayenge kisi roz
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 12:19:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer