woh raat bhi tanha thi

by majid on March 28, 2006, 01:37:20 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Author  (Read 7601 times)
kaiynath
Guest
«Reply #90 on: May 13, 2006, 02:28:45 PM »
wah majid ji aap dard main bhi??
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raat Hai Tanha Tanha - - - - - - -Ghazal by riyaz106 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Tanha Raat Mein by A.sam khan in Shayri for Khumar -e- Ishq
tanha si khaamosh raat... Intezar ! by Intezar in Shayri for Khumar -e- Ishq
kaiynath
Guest
«Reply #91 on: May 14, 2006, 12:43:44 PM »
hamare kehna ka matlab tha ki aap ishq main se dard main kaise???
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #92 on: May 15, 2006, 12:29:25 PM »
har dil ki hai kahani yehi
kahin khushi hai tu kahin ghum is dil main
bas har waqt naqab odhe rahte hai mehfil main
kahin raaz na khul jaye jahan main...
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #93 on: May 16, 2006, 11:17:39 AM »
chupe hue kyun ho baithe humse
khaafa hai tu keh dijiye humse
karen ge har koshish manaki aapko
jaan rakh denge samne maangiye tu humse
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #94 on: May 16, 2006, 04:14:47 PM »
sansoon main basta hai jo
bhala usse kaise bhoola de
jo saans lena bhool jaye
tu zindagi ko hum fanah kar de
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #95 on: May 17, 2006, 09:45:19 AM »
Nice One Kaynath and Majid Bhai,..

Sehna Pard Raha Hai Mujhe Kisi Ka Dard Anjaane Mein,..
Kyun Ki Main Bhi Dil Lagaya Tha Kisi Se Is Zamaane Mein,.

Ab Kyun Gila Karoon Main Uski Nawazeeshon Ka Jaanasheen,..
Jisne Zeher Bhi Diya Mujhe Peene Ko Apne Paimaane Mein,..

Mataam Ho Raha Hai Apni Barbaadion Par Aye Jaanasheen,..
Jisne Khud Lagaai Aanch Apne Is Ashiaane Mein,..

__________________-Azeem-__________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: May 19, 2006, 03:11:04 PM »
Shukriya majid Bhai,..

Barbaadion Par Hamari Sare Sheher Mein Matam Tha,..
Uske Aansoon Na Bahe Jaane Kya Khushi Mili Use,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #97 on: May 21, 2006, 07:08:50 AM »
Shukriya Bhai,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #98 on: May 21, 2006, 07:10:58 AM »
ansoo sukh gaye tere jaane ke baad
pathar ho gaya dil tere jaane ke baad
wo karty rahe churcha sar-e-amm hamara
aor hum ho gaye khamosh, tere jaane ke baad
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #99 on: May 21, 2006, 07:40:22 AM »
nice majid
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #100 on: May 21, 2006, 07:49:58 AM »
Ye Dard Bhi Teri Nishaani Hai Mohabbat Mein,..
Ke Kuch To Mila Hume Tujhe Yaad karne Ko,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #101 on: May 21, 2006, 01:28:49 PM »
Shukriya Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #102 on: May 21, 2006, 01:32:52 PM »
Dard Dekar Hume Jaane Kyun Wo Roya Karte Hain,..
Unhe Kya Khabar ke Is Adaa Pe Bhi Hum Har Pal Marte Hain,.

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #103 on: May 21, 2006, 04:16:35 PM »
wah jaanasheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #104 on: May 22, 2006, 07:56:09 AM »
Quote from: "kaiynath"
wah jaanasheen ji

Shukriya Kaynath Ji,..
Gar App Do Lines Likh Dete To sseekhne Ka Mauka Milta,..
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 04:34:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.188 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer