woh raat bhi tanha thi

by majid on March 28, 2006, 01:37:20 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Author  (Read 7612 times)
tushar_4u_im
Guest
«Reply #60 on: April 26, 2006, 11:56:17 AM »
wo ratt bhi tanha thi ....
wo chand bhi tanha tha.....
mai bhi tujh bin tanha tha magar....
tu na jane kab bewafa ho gai........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raat Hai Tanha Tanha - - - - - - -Ghazal by riyaz106 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Tanha Raat Mein by A.sam khan in Shayri for Khumar -e- Ishq
tanha si khaamosh raat... Intezar ! by Intezar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #61 on: April 26, 2006, 01:40:32 PM »
Bahot Acha Likha hai Apne,..

Bewafa Nahi Hoon Main Ye Meri Majboorian thi,..
Hum Paas The Dil Ke Bahoot Phir Bhi Doorian Thi,..
Tum Na Samjhe Meri Wafaon Ko Is Liye Mujh Par ilzaam Laga Rahe Ho,..
Gar Jaan  Jaate To Aaj Hum Tanha Na Hote Is Bedard Zamaane Mein,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #62 on: April 27, 2006, 08:17:23 AM »
Shukriya Majid Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #63 on: April 27, 2006, 10:12:26 AM »
Door Isliye Rehte Hain Ki Tumhe Khush Dekh Sake,..
Gar Nazdeek Hote To Tum Hamare Gham Dekh Kar Tadarp Uth Te..,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #64 on: April 28, 2006, 05:25:28 AM »
Dil Ke Chehre Kabhi Nazar Nahi Aate,..
Wo To Mehsoos Kiye Jaate Hain,..
Mile Khushi To Khush Hain,.
Jab Gham Mile To App Aansoon Kyun Laate Hain,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #65 on: April 28, 2006, 07:15:07 AM »
bahut khoob JAANASHEEN JI aur MAJID BHAI..

Pathrai aakhon me sapne sajaye jate hain,
barsaat ke bahane aansoo bahaye jate hain....

ab to haal yeh hai dil ke chiragon ka,
ki yeh thokron se bhujhaye jate hain....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #66 on: April 28, 2006, 07:17:38 AM »
Shukriya Bhai,..
Aur Tumne Bhi bahoot Acha Likha Hai..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #67 on: April 28, 2006, 01:04:03 PM »
nice one MAJID BHAI......

Meri wafaon se tum etraaz na karo,
bhari mehfil me yun mujhe badnaam na karo...

bade armaano se hum mohabbat le kar aaye hain,
daga dekar humen yun naraz na karo.....
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #68 on: April 28, 2006, 01:14:46 PM »
tanhai hai ab saath hamare
bas aankhon main hai bhuje khwaab tumhare
yaadon par bhi hain tumhe aitraz
na jaane kyun hain hum tanha is jahan main
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #69 on: April 29, 2006, 11:28:12 AM »
Aah Bhi Nahi Nikalti Uske Dard Par Ab,..
Jisne Dard Mujhe Muskuraake Diye,..
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #70 on: April 30, 2006, 01:07:18 PM »
good work by all...
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #71 on: April 30, 2006, 01:07:54 PM »
mere khamosh mohabbat ne pukara hai tumhe
aaj ki raat chale aao fakhat aaj ki raat

deep ulfat ke jala lenge tum aao to sahi
ashk palkon pe saja lenge tum aao to sahi

tum ko ruswa zamane me na hone denge
sab ke hathon se chupalenge tum aao to sahi

tum jab aaoge to aayegi gulistan me bahaar
lutf kuch hum bhi uthalenge tum aao to sahi
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #72 on: April 30, 2006, 05:17:53 PM »
AJNUM ji bahut khoob.............

Kabhi sath guzaari thi jo tumhare sath raaten,
wahi yaad aati hain, kabhi pyar bhari raaten....
aaj phir wahi mausam hai, aur wahi haseen raaten,
khuda se fariyad karte hain ki tum ek baar aa jao....
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #73 on: May 01, 2006, 06:43:06 PM »
Quote from: "vicky AKELA"

Kabhi sath guzaari thi jo tumhare sath raaten,
wahi yaad aati hain, kabhi pyar bhari raaten....
aaj phir wahi mausam hai, aur wahi haseen raaten,
khuda se fariyad karte hain ki tum ek baar aa jao....


Excellent..Vicky...kamaal ka likha hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #74 on: May 03, 2006, 08:13:33 AM »
Nice One,..

Labz Jaise Zabaan Pe Teher Gaaye.,..
Unhe Jab Dekha Maine Kisi Aur Ki Bahon Mein,..
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 04:02:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer