Laila-Majnu, Romeo-Juliet, Heer-Raanjha.."Khwaish"

by khwaish on April 01, 2012, 01:44:46 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 39218 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Jahan Zikar-e-Habeeb hota hai.
Khuda Bhi Unke Kareeb Hota hai ..
Paas Ho Agar Mohabbat Ki Daulat Pyaare!!!
Kaun kehta Hai Ke,Phir Woh Gareeb Hota hai

          ~~Khwaish~~

Tujhe Yaad Karne Ke Ilaawa Mujhe Aur Koi Kaam Nahi hai..!!
Yeh Mohabbat Hai Pyaare, Isme Pal Do Pal ka Bhi Aaram Nahi hai

Naa Jaane Kab Guzra Din..Naa Jaane Kab Yeh Raat  Hui...!!!!!!
Naa Ho Tere Deedar To , Din Bhi Naa Din,Shaam Bhi Shaam Nahi hai

Aankhon Mein Teri Hi Tasveer, Dil Mein Teri Hi Yaadein..!!!!!
Main Deewana Hoon Tera, Par Tujhpar Yeh Koi Ilzaam Nahi hai

Tujhe Jab Paas Apne Paata Hoon, Saansein Tham Sii Jaati Hai..!!!!!
Sirf Sach keh Raha Hoon, Aaj Dekhlo Haathon Mein Koi Jaam Nahi hai

Teri Aankhein, Teri Zulfein, Tere Honth..Kya Tareef Karoon Main In Sab Ki
Yeh Husn Ki Daulat Hai Pyaare,Yeh Daulat kaheen Aam Nahi Hai..!!!!!

Jis Naam Se Bhi Humein Pukaaro, Tere Dar Par Daude Chale Aayenge..!!!!!
Paagal Kaho,Deewana kaho Manzoor Hai,Chaahe Yeh Mere Naam Nahi hai

"Khwaish" Laila-Majnu, Heer-Raanjha,Romeo-Juliet,Mirza-Saheba..!!!!
Inn Sab Ka Bahut Naam Hai, Mohabbat Mein Pyaare Koi Badnaam Nahi Hai

                   ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
sarfira
Guest
«Reply #1 on: April 01, 2012, 03:25:36 PM »

bahot khoobb Khwaish ji
kamaal ki post hai aapki
khubsurat alfaaz aur lajwaab ehsaas

dili daad kubul karen
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #2 on: April 01, 2012, 03:31:53 PM »

[/b
bhut khoob]
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #3 on: April 01, 2012, 03:47:38 PM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #4 on: April 01, 2012, 05:28:10 PM »
Reply with quote
great work... Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #5 on: April 02, 2012, 03:44:24 AM »
Reply with quote
waah waah khwaish ji
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011

View Profile
«Reply #6 on: April 02, 2012, 03:57:49 AM »
Reply with quote
bahut bahut sundar khwaishji...

 Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #7 on: April 02, 2012, 07:42:46 AM »
Reply with quote
bahot khoobb Khwaish ji
kamaal ki post hai aapki
khubsurat alfaaz aur lajwaab ehsaas

dili daad kubul karen

Aapka Bahut Bahut Shuriya S.f ji.. icon_flower
Logged
theyash
Guest
«Reply #8 on: April 02, 2012, 07:45:54 AM »
Reply with quote
bhaut khoob khwaishji...
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #9 on: April 02, 2012, 10:48:57 AM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!

Behad khoobsurat khayaal hai janab.... aur shayad
sahiN bhi hai... Usual Smile

Par janab aapka andaaz e bayaaN is baar asardaar nahi
raha... woH gazab karne waale khayaaloN ko damdaar lafz
nahi mile aisa lag raha hai... Usual Smile

Khair humari daad kabul kijiye... aur kalam ko tez rakha
kijiye janab... Usual Smile

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: April 02, 2012, 11:23:11 AM »
Reply with quote
 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

aapka to bht bada fan hoon sir........totaly ossume
Logged
mkv
Guest
«Reply #11 on: April 02, 2012, 03:14:09 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwaish ji
Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: April 03, 2012, 10:26:58 AM »
Reply with quote

Aapka Bahut bahut shukriya janaab
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #13 on: April 03, 2012, 12:08:01 PM »
Reply with quote
Applause Applause

Thankyou Masoom Ji icon_flower
Logged
jasna
Guest
«Reply #14 on: March 05, 2013, 06:24:23 PM »
Reply with quote
icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

aapka to bht bada fan hoon sir........totaly ossume
great work... Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 07:42:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer