~~"TERA PYAAR NA BHULA PAAYENGE"~~

by k.shael on January 24, 2009, 10:00:26 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3885 times)
k.shael
Guest
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"Ashk" ye ruk na paayeNge by shami in Shayri for Dard -e- Judai
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
"BAABUL TERA GHAR NA CHOOT PAYEGA" by k.shael in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
" tere pyar mein khud ko bhula baithe " by ravi raushan in Shayri-E-Dard
: Jise karaar na aaya bhula ke mujhe. " Faraz" by R.M. Dixit in Ghazals
k.shael
Guest
«Reply #1 on: January 24, 2009, 10:11:25 AM »
Mil jaaye beshak bahut pyaar hame,
Par ham tera pyaar na bhula paayenge,

Nayi khushiyaan hasa to dengi hame pal
bhar ke liye,
Par ham tere saath beeti muskano ko na
bhula paayenge,

Wat badal jaata hai iss par kisi ka jorr
nahi,
Par ham waqt ke saath khud ko na badal
paayenge,

Saansoo ka aana jaana to ram-e-rawangi hai
zindagi ki,
Teri uss pehli mohabbat ki rawangi ko khud
me behne se na rok paayenge,

Aankhon me kajal lag jaayega magar tujhse
bichadne ke gamm me behte aansoo ko na rok
paayenge,

Mana ki ham ho jaayenge kisi aur ke par tere
ho jaane ke uss pehle ehsaas ko ta-umar na
khud se juda kar paayenge...

Shally.


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: January 24, 2009, 10:12:58 AM »
 Applause Applause

Very beautifull shally with images aur khoob likha hai dear... Thumbs UP
Logged
salil2002
Guest
«Reply #3 on: January 24, 2009, 10:17:50 AM »

gud one shally

kuch khata jo ho agar toh maaf karna
dil ka bura nahin yeh khayal rakhna
nahin chahta tha dil todna tera
jo tujhe dard hua toh mujhe maaf karna
nahin chahta tu door jaaye ek pal ko bhi
dhadkan hai tu dil kii yeh yaad rakhna
rehna har pal ban k haqeeqat meri zindgi mein
jo na ho yeh mumkin toh bas ek mera khwab rakhna

Logged
fairy2633
Guest
«Reply #4 on: January 24, 2009, 11:21:10 AM »
bahut accha likha hai shally... Clapping Smiley
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #5 on: January 24, 2009, 11:45:59 AM »
Mil jaaye beshak bahut pyaar hame,
Par ham tera pyaar na bhula paayenge,

Nayi khushiyaan hasa to dengi hame pal
bhar ke liye,
Par ham tere saath beeti muskano ko na
bhula paayenge,

Waqt badal jaata hai iss par kisi ka jorr
nahi,
Par ham waqt ke saath khud ko na badal
paayenge,

Saansoo ka aana jaana to ram-e-rawangi hai
zindagi ki,
Teri uss pehli mohabbat ki rawangi ko khud
me behne se na rok paayenge,

Aankhon me kajal lag jaayega magar tujhse
bichadne ke gamm me behte aansoo ko na rok
paayenge,

Mana ki ham ho jaayenge kisi aur ke par tere
ho jaane ke uss pehle ehsaas ko ta-umar na
khud se juda kar paayenge...

Shally.

Shally ji! Bahut achchhey!! Applause Clapping Smiley
Kaash ham un ko bulaaney key liye jii paatey!
Kaash ham un ko rulaaney key liye jii paatey!
Un sey alhadgee, zindagee sey judaayee-see hai;
Kaash milney key bahaaney key liye jii paatey!!
                           - abd bundeli


Logged
Fatima..
Guest
«Reply #6 on: January 24, 2009, 02:18:01 PM »


nice lines....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: January 24, 2009, 03:27:16 PM »
Really so nice Shally Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: January 26, 2009, 03:11:39 PM »
Bohot Khoob likha hai Shally..Image main to padh nahin paayi lekin aapki next post se padhne main aaya....Very nice dear Applause

Very nice replies Salil, Abd Ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: January 26, 2009, 03:32:02 PM »
Mil jaaye beshak bahut pyaar hame,
Par ham tera pyaar na bhula paayenge,

Nayi khushiyaan hasa to dengi hame pal
bhar ke liye,
Par ham tere saath beeti muskano ko na
bhula paayenge,

Wat badal jaata hai iss par kisi ka jorr
nahi,
Par ham waqt ke saath khud ko na badal
paayenge,

Saansoo ka aana jaana to ram-e-rawangi hai
zindagi ki,
Teri uss pehli mohabbat ki rawangi ko khud
me behne se na rok paayenge,

Aankhon me kajal lag jaayega magar tujhse
bichadne ke gamm me behte aansoo ko na rok
paayenge,

Mana ki ham ho jaayenge kisi aur ke par tere
ho jaane ke uss pehle ehsaas ko ta-umar na
khud se juda kar paayenge...

Shally.

Shally bahut accha likha hai aapne  Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: January 26, 2009, 05:05:41 PM »
bahaut acha likha hai...Shally,Abd,Salil jee...

chahe kisi ke honthon se maine pyaar ka noor paya ho,
par uss dilbar ke labon ko hum na bhul payenge...

uss rabb ne dia hai hume ek naya dildar iss zindagi ke liye,
par tujhe dobara pane ke liye hum uss rabb se bhi ladjaenge...




Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #11 on: January 27, 2009, 04:57:45 AM »
Bohot Khoob likha hai Shally..Image main to padh nahin paayi lekin aapki next post se padhne main aaya....Very nice dear Applause

Very nice replies Salil, Abd Ji
Thanks Celmira!
        - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #12 on: January 27, 2009, 05:09:47 AM »
bahaut acha likha hai...Shally,Abd,Salil jee...

chahe kisi ke honthon se maine pyaar ka noor paya ho,
par uss dilbar ke labon ko hum na bhul payenge...

uss rabb ne dia hai hume ek naya dildar iss zindagi ke liye,
par tujhe dobara pane ke liye hum uss rabb se bhi ladjaenge...


Bhool paatey agar usey to dard kyoun hota?
Kais (Majnoo) usee Lailaa key liye kyoun rotaa?
Yeh yaadadaast naheen chain sey rahney deygee;
Dard hotaa hai, 'abd', aur raheygaa hotaa!!

                           - abd bundeli


Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: January 27, 2009, 06:52:09 AM »
Bohot Khoob likha hai Shally..Image main to padh nahin paayi lekin aapki next post se padhne main aaya....Very nice dear Applause

Very nice replies Salil, Abd Ji
bahaut acha likha hai...Shally,Abd,Salil jee...

chahe kisi ke honthon se maine pyaar ka noor paya ho,
par uss dilbar ke labon ko hum na bhul payenge...

uss rabb ne dia hai hume ek naya dildar iss zindagi ke liye,
par tujhe dobara pane ke liye hum uss rabb se bhi ladjaenge...





thanks talat di and dead heart........
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #14 on: January 27, 2009, 07:13:21 AM »
Mil jaaye beshak bahut pyaar hame,
Par ham tera pyaar na bhula paayenge,

Nayi khushiyaan hasa to dengi hame pal
bhar ke liye,
Par ham tere saath beeti muskano ko na
bhula paayenge,

Wat badal jaata hai iss par kisi ka jorr
nahi,
Par ham waqt ke saath khud ko na badal
paayenge,

Saansoo ka aana jaana to ram-e-rawangi hai
zindagi ki,
Teri uss pehli mohabbat ki rawangi ko khud
me behne se na rok paayenge,

Aankhon me kajal lag jaayega magar tujhse
bichadne ke gamm me behte aansoo ko na rok
paayenge,

Mana ki ham ho jaayenge kisi aur ke par tere
ho jaane ke uss pehle ehsaas ko ta-umar na
khud se juda kar paayenge...

Shally.




 Applause Applause Applause Applause
bahoot hi achcha likha hai shally...
aur akhiri sher me kuch kadvi sachchai bhi chupi hui hai...keep it up.shally
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 02:43:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer